Jiya.. main na jiya, Reza Reza.. mera jiya
Jiya.. main na jiya, Reza Reza.. mera jiya
Main begaana sa, Tha deewana sa
Mujhko teri chaahat ne basa diya
Jiya.. main na jiya, Jiya.. main na jiya
Jiya ha.. main na jiya......
Ho likhun hawaaon pe main, Nainon se naam tera
Ho saaye se main haathon ke, Saaya lun thaam tera
Ishq ka tu haraf, Jiske chaaron taraf
Meri baahon ke ghere ka bane hashiya
Jiya.. main na jiya, Reza Reza.. mera jiya
Jiya.. main na jiya, Main na jiya..
Naina, firozi nehar, Khwaabon ke paani mein ghar
O Aise hoon main tere bin, Sehra ki jaise sehar
Saans mein tu bhare, Do jahaan se pare
Aake tujhse milun main, Mere sathiyaa..
Jiya.. main na jiya,Reza Reza.. mera jiya
Jiya.. main na jiya, Main na jiya..................
0 comments Blogger 0 Facebook