Mere nainaa saavan bhaandon
Phir bhii meraa man pyaasaa

Ai dil diivaane, khel hai kyaa jaane
Dard bharaa ye, giit kahaan se
In honthon pe aae, duur kahin le jaae
Bhuul gayaa kyaa, bhuul ke bhii hai
Mujhako yaad zaraa saa, phir bhii ...

Baat puraanii hai, ek kahaanii hai
Ab sochuun tumhen, yaad nahin hai
Ab sochuun nahiin bhuule, vo saavan ke jhuule
Ritu aaye Ritu jaaye deke
Jhuuthaa ek dilaasaa, phir bhii...

Barason biit gae, hamako mile bichhade
Bijurii banakar, gagan pe chamake
Biite samay kii rekhaa, mai.nne tumako dekhaa
Man sang aankhamichaulii khele
Aashaa aur niraashaa, phir bhii...
Mere nainaa saavan bhaando
Phir bhii meraa man pyaasaa.

0 comments Blogger 0 Facebook

Post a Comment

 
Hindi Lyrics Video © 2013. All Rights Reserved. Share on Themes24x7. Powered by Blogger
Top