Kal ke apne na jane kyu ho gaye aaj paraye
Kal ke apne na jane kyu ho gaye aaj paraye
Ret ka sagar pyar ka sapna
Pyasa hi tarsaye
Kal ke apne na jane kyu ho gaye aaj paraye

Pyar me kya kya rang bhare the
Likhi thi do takdire
Pyar me kya kya rang bhare the
Likhi thi do takdire
Aayi jo andhi bankar mit gayi badal ki taswire
Pyar to jaung jane kaisa rang dag ban jaye
Kal ke apne na jane kyu ho gaye aaj paraye

Dosh nahi hai tufano ka
Majhi hi ke dube..
Diwanapan bankar rah gaye man ke mansuba
Kash wo sagar samne aaye
Bante hi gir jaye
Kal ke apne na jane kyu ho gaye aaj paraye
Ret ka sagar pyar ka sapna
Pyasa hi tarsaye
Kal ke apne na jane kyu ho gaye aaj paraye

0 comments Blogger 0 Facebook

 
Hindi Lyrics Video © 2013. All Rights Reserved. Share on Themes24x7. Powered by Blogger
Top