Na hansna mere gham pe insaaf karna
Jo main ro padoon to mujhe maaf karna
Jab dard nahin tha seene meinTab khaaq maza tha jeene mein
Ab ke shaayad hum bhi royen saavan ke mahine mein
Jab dard nahin tha...
Yaaron ka gham kya hota hai
Maloom na tha anjaanon ko
Saahil pe khade ho kar humneDekha aqsar toofaanon ko
Ab ke shaayad hum bhi doobe maujon ke safeene mein
Jab dard nahin tha...
Aise to thes na lagti thi
Jab apne rootha karte theItna to dard na hota tha
Jab sapne toota karte the
Ab ke shaayad dil bhi toote
Ab ke shaayad hum bhi royen saavan ke mahine mein
Jab dard nahin tha ...
Is qadar pyaar to koi karta nahin
Marne waalon ke saath koi marta nahin
Aap ke saamne main na phir aaunga
Geet hi jab na honge to kya gaaunga
Meri awaaz pyaari hai to doston
Yaar bach jaaye mera dua sab karo
Dua sab karo

0 comments Blogger 0 Facebook