Ye pyaar thaa (2)
    ye pyaar thaa yaa kuchh aur thaa
    na tujhe pataa na mujhe pataa
    ye pyaar thaa
    ye pyaar thaa yaa kuchh aur thaa
    na tujhe pataa na mujhe pataa
    ye nigaaho.n kaa hii qusuur thaa
    na terii Kataa na merii Kataa
    ye pyaar thaa yaa kuchh aur thaa
    ye pyaar thaa

    na to apanaa tujhako banaa sake (2)
    na hii duur tujhase jaa sake
    kahii.n kuchh na kuchh to zuuur thaa (2)
    na tujhe pataa na mujhe pataa
    ye pyaar thaa yaa kuchh aur thaa
    na tujhe pataa na mujhe pataa
    ye nigaaho.n kaa hii qusuur thaa (2)
    na terii Kataa na merii Kataa
    ye pyaar thaa yaa kuchh aur thaa

    ho.a
    saarii Kushiyaa.N tujhape waar ke (2)
    chalaa mai.n to sab kuchh haar ke
    yahii ishq kaa dastuur thaa
    na tujhe pataa na mujhe pataa
    ye pyaar thaa yaa kuchh aur thaa.

0 comments Blogger 0 Facebook

Post a Comment

 
Hindi Lyrics Video © 2013. All Rights Reserved. Share on Themes24x7. Powered by Blogger
Top