Hey..ye Fizaayein…hey..sun Lo Gaayein
Zindagi Hai Haseen Aur Jawaan

Alka:
Har Lamha Hai Meherbaan, Har Pal Hai Khushi
Paa Hi Gaya Ye Kaarvaan, Manzil Pyaar Ki

K.K.:
Din Jo Suhaane Hain, Do Dil Diwaane Hain (2)

Alka:
Din Jo Suhaane Hain, Do Dil Diwaane Hain

K.K.:
Hey..ye Fizaayein…hey..sun Lo Gaayein

Alka:
Geeton Ka Mausam Hai, Khwaabon Ka Aalam Hai
Ab Hosh Kam Kam Hai, Haan…

K.K.:
Jeewan Ki Raahon Mein, Tum Ho Nigaahon Mein
Baahein Hain Baahon Mein Haan…

Alka:
Har Dil Diwaana, Hai Ab Ye Jaana
Kyun Hai Haseen Ye Sama

K.K.:
Har Lamha Hai Meherbaan, Har Pal Hai Khushi
Paa Hi Gaya Ye Kaarvaan, Manzil Pyaar Ki

Alka:
Din Jo Suhaane Hain, Do Dil Diwaane Hain

K.K.:
Din Jo Suhaane Hain, Do Dil Diwaane Hain

Alka:
Din Jo Suhaane Hain, Do Dil Diwaane Hain

K.K.:
Hey..ye Fizaayein…hey..sun Lo Gaayein

Chorus:
Hey Hey! Hey Hey! Hey Hey!
Oh…(wo..) Ho…(wo..)

Alka:
Sab Din Sunehre Hain, Sab Nashein Gehre Hain
Pyaare Sab Chehre Hain Haan…

K.K.:
Ab Halke Halke Se, Rang Hai Chhalke Se
Aanchal Hai Dhhalke Se Haan…

Alka:
Jo Dilkashi Hai, Jo Taazgi Hai
Kaise Karoon Main Bayaan

K.K.:
Hey..ye Fizaayein…hey..sun Lo Gaayein
Zindagi Hai Haseen Aur Jawaan

Alka:
Oh.. Har Lamha Hai Meherbaan, Har Pal Hai Khushi
Paa Hi Gaya Ye Kaarvaan, Manzil Pyaar Ki

Both:
Din Jo Suhaane Hain, Do Dil Diwaane Hain (2)

K.K.:
Hey..ye Fizaayein…hey..sun Lo Gaayein
Din Jo Suhaane Hain, Do Dil Diwaane Hain (2)

Alka:
(La La La La La La…la La La La La…).

0 comments Blogger 0 Facebook

 
Hindi Lyrics Video © 2013. All Rights Reserved. Share on Themes24x7. Powered by Blogger
Top